SONG: Sar Hi Na Jhuka - सर ही न झुका

Sar Hi Na Jhuka - सर ही न झुका

LYRICS:
sar hi na jhuka dil bhi to jhuka sar hi na jhuka dil bhi to jhuka kalyan yahi hoga nirvan yahi hoga sar hi na jhuka dil bhi to jhuka kalyan yahi hoga nirvan yahi hoga in diwaro se bate kar,in diwaro se bate kar mat chalka tu man ka sagar in diwaro se bate kar,in diwaro se bate kar mat chalka tu man ka sagar jeevan me ye sannata bhar jeevan me ye sannata bhar sannata bhar sannata bhar phir kaan laga phir kaan laga kalyan yahi hoga nirvan yahi hoga kalyan yahi hoga nirvan yahi hoga kalyan yahi hoga nirvan yahi hoga