SONG: Saqiya Hosh Kaha Tha - आँख को जाम समझ

Saqiya Hosh Kaha Tha - आँख को जाम समझ

LYRICS:
aankh ko jaam samajh baitha tha anjaane mein aankh ko jaam samajh baitha tha anjaane mein saaqiya hosh kahan tha tere deewaane mein jaane kis baat ki unko hain shikayat mujhse jaane kis baat ki unko hain shikayat mujhse naam tak jinka nahin hain mere afsaane mein saaqiya hosh kahan tha tere deewane mein dil ke tukdon se teri yaad ki khushboo na gayi dil ke tukdon se teri yaad ki khushboo na gayi hue main baaqi hain toote huye paimane mein saaqiya hosh kahan tha tere deewane mein dil-e-barbad mein umeed ka aalam kya hain dil-e-barbad mein umeed ka aalam kya hain timtimati huyi ik shama veerane mein saaqiya hosh kahan tha tere deewane mein