SONG: Sapno Ke Des Me Dulhan Ke Wesh Me - सपनों के देश में दुल्हन के वेश में

Sapno Ke Des Me Dulhan Ke Wesh Me - सपनों के देश में दुल्हन के वेश में

LYRICS:
sapno ke desh me dulhan ke wesh me ban than chali re suhagan dekho ban than chali re suhagan sapno ke desh me dulhan ke wesh me ban than chali re suhagan dekho ban than chali re suhagan mathe pe bindi hatho me mehandi hotho se chede re ragini dekho ban than chali re suhagan dekho ban than chali re suhagan taro ke usne gajre banaye taro ke usne gajre banaye chand suraj ke deepak jalaye chand suraj ke deepak jalaye kirno ke gahne dulhan ne pahne cham cham chamakti chandani dekho ban than chali re suhagan dekho ban than chali re suhagan sapno ke desh me dulhan ke wesh me ban than chali re suhagan dekho ban than chali re suhagan uska mahal hai dunia se nyara uska mahal hai dunia se nyara angan me bahti amrit ki dhara angan me bahti amrit ki dhara dunia se chanchal payal ki chan chan dekho ban than chali re suhagan dekho ban than chali re suhagan