SONG: Sapno Ka Chanda Aaya - सपनों का चंदा आया

Sapno Ka Chanda Aaya - सपनों का चंदा आया

LYRICS:
sapno ka chanda aaya rimjhim si khushiya laya takdir hamari jagi rangin zamana hai sapno ka chanda aaya rimjhim si khushiya laya takdir hamari jagi rangin zamana hai sapno ka chanda aaya nain kamal ki pyas bujhi aaj suhagan rat sazi jhum utha neelam ka gagan pyar bhari shahnai bazi shahnai bazi jhun jhun payal baaje madhosh tamannaa nache gaati hai aaj bahare har phul diwana hai sapno ka chanda aaya rimjhim si khushiya laya takdir hamari jagi rangin zamana hai sapno ka chanda aaya man chahe mahman ho tum armano ki jaan ho tum ab na tumhe jane dungi chahat ka iman ho tum iman ho tum taaro ka dil bhi dole ye raat nashili bole o phir hamare dil ki ab kuch to pana hai sapno ka chanda aaya rimjhim si khushiya laya takdir hamari jagi rangin zamana hai sapno ka chanda aaya samne aaya pyar mera rang bhara sansazr mera dil ki nayi manjil pe piya aaj hua didar tera didar tera ab jana nahi dil ke armano ki mehfil se o chain churane wale kya rup suhana hai sapno ka chanda aaya rimjhim si khushiya laya takdir hamari jagi rangin zamana hai