SONG: Sapne Me Sajan Se Do Bate - सपने में सजन से दो बातें, इक याद रही इक भूल गए

Sapne Me Sajan Se Do Bate - सपने में सजन से दो बातें, इक याद रही इक भूल गए

LYRICS:
sapne me sajan se do baate, ek yaad rahi ek bhul gaye sapne me sajan se do baate ek raat milan ki aayi thi aur uske baad judayi thi gam aur khushi ki do raate gam aur khushi ki do raate, ek yaad rahi ek bhul gaye sapne me sajan se do baate ek sawan rut laayi jhule ek sawan rut laayi jhule, duji me sajan ham ko bhule dekhi hai yahi do barsate dekhi hai yahi do barsate, ek yaad rahi ek bhul gaye sapne me sajan se do baate ek roj tumhe dil de baithe, phir rog birah ka le baithe yeh pyar ki hai do saugate yeh pyar ki hai do saugate, ek yaad rahi ek bhul gaye sapne me sajan se do baate, ek yaad rahi ek bhul gaye sapne me sajan se do baate