SONG: Sanwariya Re Apni Meera Ko (Sad) - सांवरिया रे अपनी मीरा को

Sanwariya Re Apni Meera Ko (Sad) - सांवरिया रे अपनी मीरा को

LYRICS:
mujhse chhipke agar kahi tum mere mohan bhage mere mohan bhage bhage tum mere naina hardam aage aage sanwariya re apni, meera ko bhul na jana bar bar us paar tumhari, pagal prit pukare main is paar chita si jalti, jivan nadi kinare main is paar chita si jalti, jivan nadi kinare bina tumhare jag ye suna bina tumhare jag ye suna, lagta desh virana sanwariya re apni, meera ko bhul na jana daya karo daya karo ab pas bula lo mere jivan data meri vidhva prit se jodo phir suhag ka nata meri vidhva prit se jodo phir suhag ka nata bhari lagta aansu ka bhi bhari lagta aansu ka bhi, ab to bojh uthana sanwariya re apni, meera ko bhul na jana