SONG: Sanwar De Jo Pyar Se, Bahaar Ki Ye Jindagi - संवार दे जो प्यार से बहार की भी जिंदगी

Sanwar De Jo Pyar Se, Bahaar Ki Ye Jindagi - संवार दे जो प्यार से बहार की भी जिंदगी

LYRICS:
sawar de jo pyar se bahar ki bhi jindagi o jane ja o meharba tumhi to ho tumhi to ho sawar de jo pyar se bahar ki bhi jindagi o jane ja o meharba tumhi to ho tumhi to ho tere kadam pe bikhar gayi ye sokhiya fizao ki teri najar me chaw hai wo suramayi ghatao ki teri najar me chaw hai sabnami ye phulo ki dali jhilmilati kirno ki lali haye re rang khusnuma ye pyar or mastiya tere hi dam se hai suno o meharba sawar de jo pyar se bahar ki bhi jindagi o jane ja o meharba tumhi to ho tumhi to ho teri hasi me dhal gayi nayi subah ki roshni teri ada se has padi bujhe dilo me chandani teri ada se has padi ye nahsila mausam gulabi jhumta ho jaise sarabi jhumta ho jaise sarabi mere hasin dilruba khila sabab yu tera mahak uthe hai ye jami o aasma sawar de jo pyar se bahar ki bhi jindagi o jane ja o meharba tumhi to ho tumhi to ho sawar de jo pyar se bahar ki bhi jindagi o jane ja o meharba tumhi to ho tumhi to ho