SONG: Sant Log Farmay Gaye Ji Ish Jag Me Kalyug Aavega - संत लोग फरमाये गये जी इस जग मे कलयुग आवेगा

Sant Log Farmay Gaye Ji Ish Jag Me Kalyug Aavega - संत लोग फरमाये गये जी इस जग मे कलयुग आवेगा

LYRICS:
sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega do charo ke bich zamana apni tang adavega sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega majnu ranjhe ved bawre gate rote kidhar gaye gate rote kidhar gaye majnu ranjhe ved bawre gate rote kidhar gaye gate rote kidhar gaye hey duniya ki jhuti rito ne inko mara gujar gaye inko mara gujar gaye bhai kan lageke sun sako to sun lo yahi sada hai aati jalim unchi hai diware duniya ki ke hum na tod sake ke tum par chhod chale zamana tod de ye diwar nahi to tu bhi arey tu bhi sar chakaraye ga sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega do charo ke bich zamana apni tang adavega sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega hey akal ke dushman chhod zid ko nahi jat koi chahat ki nahi jat koi chahat ki arey yaha amiri bane fakiri ajab hai duniya ulfat ki ajab hai duniya ulfat ki pyar me hum tum sab hi ek koi nahi hai koi uncha nicha jo na samjhega use samjhavege pyar ke dushman ko rah par lavege kasam se tab chhod ege jalim ko jab do dil arey do dil ek karavega sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega do charo ke bich zamana apni tang adavega sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega