SONG: Sannata

Sannata

LYRICS:
sunsan raato mein jab tu nahi aata tere bina aur lagta hai gahra ye sannata sunsan raato mei jab tu nahi aata tere bina aur lagta hai gahra ye sannata ek tere liye duniya se muh mod ke aa gayi hu main bandhan sabhi tod ke sara jivan tere liye sajan tujhe kya pata sunsan raato mein jab tu nahi aata tere bina aur lagta hai gahra ye sannata sunsan rato mein jab tu nahi aata tere bina aur lagta hai gahra ye sannata aa re aa bhi ja rasta hi bhulke khel ja mere najro ke phul se dulhan to mai bani teri ghungta bhi tuhi utha sunsan raato mein jab tu nahi aata tere bina aur lagta hai gahra ye sannata sunsan raato mein jab tu nahi aata tere bina aur lagta hai gahra ye sannata rang badal ke mera badan tapa aa to meri sajna na itna sata andhiyo mein jal raha diya tere pyar ka sunsan raato mein jab tu nahi aata tere bina aur lagta hai gahra ye sannata sunsan raato mein jab tu nahi aata tere bina aur lagta hai gahra ye sannata