SONG: Sanjh Ki Bela - साँझ की बेला

Sanjh Ki Bela - साँझ की बेला

LYRICS:
sanjh ki bela sanjh ki bela panchi akela sanjh ki bela nainan me dukh rain adheri nainan me dukh rain adheri man me tufano ka mela sanjh ki bela sanjh ki bela sanjh ki bela panchi akela panchi akela akela sanjh ki bela sanjh ki bela teri bin patwar ki naiya mila na man ki meet khivaiya tere bin patwar ki naiya bahta chal tu jidhar le chale bahta chal bahta chal bahta chal tu jidhar le chale in chanchal lahro ka rela sanjh ki bela sanjh ki bela sanjh ki bela panchi akela panchi akela akela sanjh ki bela sanjh ki bela khel prem ka azab anokha khel prem ka azab anokha deta man apne ko dhokha khel prem ka azab anokha deta man apne ko dhokha har jeet kya jane jisne har jeet kya har jeet har jeet kya jane jisne khel prem ka kabhi na khela sanjh ki bela sanjh ki bela sanjh ki bela panchi akela panchi akela akela sanjh ki bela sanjh ki bela