SONG: Sangdil Ban Gaya Bewafa Ho Gaya - संगदिल बन गया बेवफा हो गया

Sangdil Ban Gaya Bewafa Ho Gaya - संगदिल बन गया बेवफा हो गया

LYRICS:
pyar kahte hai jise wo aasmano me nahi in jhopdo ki jindagi unche makano me nahi sang dil ban gaya bewafa ho gaya haye re balma tujhko kya ho gaya sangdil ban gaya bhul jate hai bankar bade aadmi dil ke hote hai pathar bade aadmi aaj sachmuch kisi ka kaha ho gaya sangdil ban gaya bewafa ho gaya haye re balma tujhko kya ho gaya sangdil ban gaya aaj in aansuo ka asar bhi nahi meri halat pe jhuthi najar bhi nahi peeth firte hi tu dusra ho gaya sangdil ban gaya bewafa ho gaya haye re balma tujhko kya ho gaya sangdil ban gaya