SONG: Sangam Me Naha Lo - संगम में नहा लो

Sangam Me Naha Lo - संगम में नहा लो

LYRICS:
ek ganga sab ko taare ek jamuna paar utaare ek ganga sab ko taare ek jamuna paar utaare aur tisri ye sarasvati jo chupkar bhi uddhare sangam me naha lo aur punay kama lo sangam me naha lo aur punay kama lo ye lok sawaaro parlok sudhaaro sangam me naha lo aur punay kama lo sangam me naha lo aur punay kama lo kuch aisa jaadu hai is paani ke ander kuch aisa jaadu hai is paani ke ander isme to pada hua kankad bhi hai shankar sansaar saja lo, sansaar saja lo aur swarg bhi pa lo sangam me naha lo aur punay kama lo sangam me naha lo aur punay kama lo ye maati ramayan, ye maati hai geeta ye maati ramayan, ye maati hai geeta ye maati ved puraan, ye radha ye seeta ye dhul utha lo ye dhul utha lo aur sar chadha lo sangam me naha lo aur punay kama lo sangam me naha lo aur punay kama lo har moni amavas ko yaha amrit ras barse har moni amavas ko yaha amrit ras barse is din to nahane ko devo ka man tarse ek dubki laga lo, ek dubki laga lo aut bhaag jaga lo sangam me naha lo aur punay kama lo sangam me naha lo aur punay kama lo ye lok sawaaro parlok sudhaaro sangam me naha lo aur punay kama lo sangam me naha lo aur punay kama lo