SONG: Sanduk Me Banduk Hai Banduk Me Goli - संदूक में बंदूक हैं बंदूक में गोली

Sanduk Me Banduk Hai Banduk Me Goli - संदूक में बंदूक हैं बंदूक में गोली

LYRICS:
sanduk me banduk hai banduk me goli nikli hai badi dhum se mashuko ki toli sanduk me banduk hai banduk me goli nikli hai badi dhum se mashuko ki toli majnu mere khalu the aur mamu the farhad mere mamu the farhad majnu mere khalu the aur mamu the farhad mere mamu the farhad kabrishtan me mahal banakar chhod gaye aulad nanhi si meri jaan haye main hu badi bholi nikli hai badi dhum se mashuko ki toli nikli hai badi dhum se mashuko ki toli sanduk me banduk hai banduk me goli nikli hai badi dhum se mashuko ki toli duniya me aakar dhundh rahi gulfam apna ? dhundh rahi gulfam duniya me aakar dhundh rahi gulfam apna ? dhundh rahi gulfam preet me tere kaanta ban gayi muft huyi badnam khidki mere dil ki kisi ne bhi nahi kholi nikli hai badi dhum se mashuko ki toli nikli hai badi dhum se mashuko ki toli sanduk me banduk hai banduk me goli nikli hai badi dhum se mashuko ki toli