SONG: Sandesh Mera Pa Ke Mujhe Daras Dikhana - संदेश मेरा पाके मुझे दर्श दिखाना

Sandesh Mera Pa Ke Mujhe Daras Dikhana - संदेश मेरा पाके मुझे दर्श दिखाना

LYRICS:
sandesh mera sandesh mera pake mujhe darsh dikhana pritam meri aashao ka deepak na bujhana sandesh mera pake mujhe darsh dikhana pritam meri aashao ka deepak na bujhana jab tum hi nahi paas to suna hai ye jivan jab tum hi nahi paas to suna hai ye jivan birha ki ye agni na kahi funk de tan man sapno ka mahal sapno ka mahal tutta hai aake bachana pritam meri aashao ka deepak na bujhana milti hai gale chandani se raat ki bela milti hai gale chandani se raat ki bela hai chand ki godi me sitaro ka jamela lut jaye na lut jaye na aise me mera swapn suhana pritam meri aashao ka deepak na bhujana tum devta mere ho main charno ki daasi tum devta mere ho main charno ki daasi ye banwari ankhiya hai piya roop ki pyasi chanda ki kiran chanda ki kiran banke jhalak apni dikhana pritam meri aashao ka deepak na bhujana naino me tere swapna hai hotho pe tere geet naino me tere sawpna hai hotho pe tere geet hriday me teri yaad hai, har saans tera mel asuvan ke diye asuvan ke diye palko pe apne na jalana pritam meri aashao ka deepak na bhujana sandesh mera pake mujhe darsh dikhana pritam meri aashao ka deepak na bhujana