SONG: Sanam Tu Chal Diya Rasta, Mere Bina - सनम तू चल दिया रस्ता, मेरे बिना

Sanam Tu Chal Diya Rasta, Mere Bina - सनम तू चल दिया रस्ता, मेरे बिना

LYRICS:
sanam tu chal diya rasta, mere bina to kya main rah nahi sakta, tere bina sanam tu chal diya rasta, mere bina to kya main rah nahi sakta, tere bina sanam tu chal diya rasta jaye ka ujad kya ye sansaar, zara ye batlade humse ellora ajanta kutubminar, khade hai kya tere dum se jaye ka ujad kya ye sansaar, zara ye batla de humse ellora ajanta kutubminar, khade hai kya tere dum se rahegi woh dilli, rahega ye bombay , aur calcutta aji suna sanam tu chal diya rasta, mere bina to kya main rah nahi sakta, tere bina ha, sanam tu chal diya rasta bhul na sakega dil jo mera, sanam tumhari baato ko kabhi kabhi diwano ki tarah, phiruga uth ke rato ko bhul na sakega dil jo mera, sanam tumhari baato ko kabhi kabhi diwano ki tarah, phiruga uth ke rato ko jiya chahe tarse par bistar se, uthunga main haske, aji suna sanam tu chal diya rasta, mere bina to kya main rah nahi sakta, tere bina kya sanam tu chal diya rasta, mere bina to kya main rah nahi sakta, tere bina