SONG: Sambhal To Le Dil Diwaanaa Zaraa Thahar Jaanaa - संभल तो ले दिल दिवाना ज़रा ठहर जाना

Sambhal To Le Dil Diwaanaa Zaraa Thahar Jaanaa - संभल तो ले दिल दिवाना ज़रा ठहर जाना

LYRICS:
dil deewaana zara thahar jaana sambhal to le dil diwaana zara thahar jaana sambhal to le dil diwaana zara thahar jaana abhi na samne aaana zara thahar jaana sambhal to le mai guzari umr ko vapas zara pukar to lun mai apne aap ko thoda bahut sawar to lun libas gam ka nigaho se mai utar to lun sama to ho le suhaana zara thahar jaana abhi na samne aana zara thahar jaana sambhal to le khushi bhi itni achaanak mai sah na paungi mai apne aap me bas aaj rah na paungi jo tum se kahna hai mujhko wo kah na paungi mai yad kar lun fasaana zara thahar jaana abhi na samne aana zara thahar jaana sambhal to le satane wale tumhe mai bhi thoda tadpau talash karte phiro tum mujhe mai chup jau hazar kehne pe bhi samne na mai aau zamane ko ye bahaana zara thahar jaana abhi na samne aana zara thahar jaana sambhal to le dil diwaana zara thahar jaana sambhal to le dil diwaana zara thahar jaana