SONG: Sambhal Ke Ye Duniya Nazar Hoshiyaro Ka - संभल के ये दुनिया है नगर होशियारो का

Sambhal Ke Ye Duniya Nazar Hoshiyaro Ka - संभल के ये दुनिया है नगर होशियारो का

LYRICS:
gagri sukhi bail pyasa kale megha pani de akal ka andha ganth ka pura phir koi aasami de sambhl ke sambhl ke sambhl ke ye dunia hai nagar hoshiyaro ka idhar ankh jhapkayi or udhar mal yaro ka sambhl ke sambhl ke sambhl ke ye dunia hai nagar hoshiyaro ka idhar ankh jhapkayi or udhar mal yaro ka sambhl ke sambhl ke kab dekhi hai hatho ki tune safai reh jayega raste me deta duhai kab dekhi hai hatho ki tune safai reh jayega raste me deta duhai pukare lakh tu sayi koi thukega bhi naahi ek baat kehta hu sambhl ke sambhl ke sambhl ke ye dunia hai nagar hoshiyaro ka idhar ankh jhapkayi or udhar maal yaro ka sambhl ke sambhl ke sambhl ke ye dunia hai dunia se ummid kaisi ho sakta dushman tera tera padosi ye dunia hai dunia se ummid kaisi ho sakta dushman tera tera padosi nikal bhage na gharwali laga kar hoth pe lali nahi nahi ek bat kehta hu sambhl ke sambhl ke sambhl ke ye dunia hai nagar hoshiyaro ka idhar ankh jhapkayi or udhar mal yaro ka sambhl ke sambhl ke sambhl ke ye sare tan ke ujle kale hai man ke jina hai to ji pyare chalak banke ye sare tan ke ujle kale hai man ke jina hai to ji pyare chalak banke nahi samjha agar babu to hai bilkul hi tu budhu nahi nahi ek bat kehta hu bhai sambhl ke sambhl ke sambhl ke ye dunia hai nagar hoshiyaro ka idhar ankh jhapkayi or udhar mal yaro ka sambhl ke sambhl ke sambhl ke sambhl ke sambhl ke sambhl ke