SONG: Sambhal Ke Kadam Rakhna - संभाल के कदम रखना

Sambhal Ke Kadam Rakhna - संभाल के कदम रखना

LYRICS:
sambhal ke kadam rakhna sambhal ke kadam rakhna jhumne ke din aaye kali se bhanwara bole jhumne ke din aaye to angiya lajaye kadam ladkhadaye man hatho se uda uda jaye bahar ka o bahar ka hai kya kahna ho lutne ke din aaye laaj ke sabhi pahre haye tutne ke din aaye jhume chanchal pawan jhume chhup chhup ke tan jiya machal machal rah jaye sambhal ke o sambhal ke sambhal ke kadam rakhna jhumne ke din aaye sambhal ke kadam rakhna na main koi mere apne koi mujhe nadiya kinare bula rahe aisa kamaal dekho is dil ka haal dekho din me bhi sapne hai aa rahe ladkhadaya jo chaal ise kahte hai chaal bhai ye to katari ki dhar sambhal ke o sambhal ke sambhal ke kadam rakhna jhumne ke din aaye sambhal ke kadam rakhna ye jane kaun mera prano ka mit aaj kaano me geet gunguna raha anjana koi bin pahchana koi dekho chhup chhup ke man me sama raha ye chhupane ki baat bin baadal barsat is tan me lagi hai ye aag sambhal ke o sambhal ke sambhal ke kadam rakhna jhumne ke din aaye sambhal ke kadam rakhna