SONG: Sambhal Ke Aana - संम्भल के आना

Sambhal Ke Aana - संम्भल के आना

LYRICS:
ho jamana hampe marta hai jo surat ho to aisi ho hamesha aahen bharta hai mohabbat ho to aisi ho sambhal ke aana muqabil me husn waalon ke sambhal ke aana muqabil me husn waalon ke sambhal ke aana muqabil me husn waalon ke muqabil me husn waalon ki ki hosh udate hai duniya me ishq waalo ke ki hosh udate hai duniya me ishq waalo ke ho ho ho ho hamari aankh to teeron ka ik khajana hai aa aa aa aa kahi bhi dekhe tumhara dil nishana hai ho ho ho ho hamari chaal me chhamchham hai aur tarana hai hujur hushn ke thokar me ye jamana hai ye jamana hai, ye jamana hai are khuda bhi sahta hai andaaz husn waalon ki ki hosh udate hai duniya me ishq waalo ke sambhal ke aana muqabil me husn waalon ke sambhal ke aana muqabil me ishq waalon ke sambhal ke aana muqabil me ishq waalon ke sambhal ke aana sambhal ke aana muqabil me ishq waalon ke hamare saamane jalten hai dil ujaalon ke are ham apne chehare pe ulfat ka nuur rakhten hain ho sharab ishq se hansi ko chur rakhten hai ho magar tumhari tarah kab gurur rakhten hai ho jo bewafa ho unhe dur dur rakhten hai are unhe dur rakhten hai dur rakhten hai rahenge kisse jamane me ham niraalon ke hamare saamane jalten hai dil ujaalon ke sambhal ke aana muqabil me ishq waalon ke aa ham apni julfo me resham ke jaal rakhte hai aa jo inqlaab jaga de o chaal rakhten hai ho dilo ko jeet le aise kamaal rakhten hai ho shabaab rakhten hai aur bemishaal rakhten hai bemishaal rakhten hai, bemishaal rakhten hai ho rahenge naam jamane me husn waalo ke rahenge naam jamane me husn waalo ke rahenge naam jamane me husn waalo ke ki hosh udate hai duniya me ishq waalon ke sambhal ke aana muqabil me husn waalon ke na hote hai ham to kise dekhkar yun sharmaate na hote hai ham to kise dekhkar yun sharmaate are bina hum har ik chij me kami paate are bina hum har ik chij me kami paate hamaare dam pe ye raunak hai warna ghabrate hamaare dam pe ye raunak hai warna ghabrate o na hota ishq to are fir kisse ishq farmate ho ki tum to sada ho ham jaise bartmaano ke ki tum to sada ho ham jaise bartmaano ke ki tum to sada ki tum to sada ho ham jaise bartmaano ke hamare saamane jalten hai dil ujaalon ke sambhal ke aana muqabil me ishq waalon ke