SONG: Samaa Ho Nashila - समां हो नशीला, हो आलम रंगीला

Samaa Ho Nashila - समां हो नशीला, हो आलम रंगीला

LYRICS:
sama ho nashila, ho aalam rangila sama ho nashila, ho aalam rangila to fir dil ka khuda haafiz to fir dil ka khuda haafiz jawa aarzu ho sanam rubru ho to fir dil ka khuda haafiz to fir dil ka khuda haafiz sama ho nashila kisi ki nigaaho ne yun mujhko dekha ki masti ka sagar fizaao se chhalka kadam ladkhadaaye bin peeye hi nasha kya mujhe ho gaya halka halka sama ho nashila, ho aalam rangila to fir dil ka khuda haafiz to fir dil ka khuda haafiz sama ho nashila ye kis mod par aa gayi jindgaani hai kya bekhudi jisme hum kho gaye ye kis mod par aa gayi jindgaani hai kya bekhudi jisme hum kho gaye ye kya humpe jaadu ho gaya hai ye kyu ajnabi khud se hum ho gaye hai sama ho nashila, ho aalam rangila to fir dil ka khuda haafiz to fir dil ka khuda haafiz sama ho nashila mere dil me hai aaj ek aisi halchal kayamat hai yun hasrato ka machalna mere dil me hai aaj ek aisi halchal kayamat hai yun hasrato ka machalna adaao me kya shokhiya hai ke dushwaar ab ho gaya hai sambhalna sama ho nashila, ho aalam rangila to fir dil ka khuda haafiz to fir dil ka khuda haafiz sama ho nashila