SONG: Sama Pyaara Hai Din Hai Bade Kaam Ke - समा प्यारा हैं दिन हैं बड़े काम के

Sama Pyaara Hai Din Hai Bade Kaam Ke - समा प्यारा हैं दिन हैं बड़े काम के

LYRICS:
sama pyara hai sama pyara hai din hai bade kaam ke aana aise me dil ko jara tham ke sama pyara hai din hai bade kaam ke aana aise me dil ko jara tham ke mitti nigahe mast adaye isko mitaye isko jalaye aji isko mitaye isko jalaye teer chalaye gaaye gaaye aji naaj ho jinko samne aaye jiya thaam na oye jiya thaam na jiya thaam na oye jiya thaam na aji kaha chale kaha chale dil wale ho dil wale ho tum to mere naam ke aana aise me jara dil ko tham ke ek ada hai sab diwane ek shama hai sau parvane aji ek shama hai sau parvane dil lene ki sau sau bate tadpane ke lakh bahane aji tadpane ke lakh bahane ha din julfo ke tale na koi phul khile na meri baat bane na meri daal gale aji kaha chale kaha chale bade nakhre hai bade nakhre hai meri gulfam ke aana aise me dil ko jara tham ke sama pyara hai din hai bade kaam ke aana aise me dil ko jara tham ke sama pyara hai din hai bade kaam ke aana aise me dil ko jara tham ke sama pyara hai din hai bade kaam ke aana aise me dil ko jara tham ke