SONG: Salma Ko Mil Gaya Balma Salma Hamko Chhod Chali - सलमा को मिल गया बलमा सलमा हम को छोड़ चली

Salma Ko Mil Gaya Balma Salma Hamko Chhod Chali - सलमा को मिल गया बलमा सलमा हम को छोड़ चली

LYRICS:
salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod chali salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod chali oye satara baras ki yaade pal me vapas mod chali salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod chali salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod chali surat se lagti thi bholi kab kheli ye aankh micholi surat se lagti thi bholi kab kheli ye aankh micholi kab baithi naino ki doli humne tab jana jab humse naata tod chali salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod chali salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod chali galo par hai sharam ki lali kuch mat kehna degi gali galo par hai sharam ki lali kuch mat kehna degi gali dhund liya bulbul ne mali apna naam kisi pardesi ke sang jod chali salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod chali salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod chali mere sapno ka sahjada mujhko lene kab aaye ga mere sapno ka sahjada mujhko lene kab aaye ga mera dola kab jaye ga vo banke dulhan laal chunriya sir pe odh chali salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod chali salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod chali oye satara baras ki yaade pal me vapas mod chali salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod chali salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod chali