SONG: Salame Hasrat Kubul Karlo, Meri Mohabbat Kabul Karlo - सलाम-ए-हसरत क़ुबूल कर लो, मेरी मुहब्बत क़ुबूल करलो

Salame Hasrat Kubul Karlo, Meri Mohabbat Kabul Karlo - सलाम-ए-हसरत क़ुबूल कर लो, मेरी मुहब्बत क़ुबूल करलो

LYRICS:
salam-e-hasrat kubul kar lo, meri mohabbat kubul kar lo salam-e-hasrat kubul kar lo, meri mohabbat kubul kar lo salam-e-hasrat kubul kar lo udas najre tadap tadap kar, tumhare jalwo ko dhundhti hai jo kwab ki tarah kho gaye, un hasin lamho ko dhundhti hai hasin lamho ko dhundhti hai agar naa ho nagwar tumko toh yeh shikayat kubul kar lo salam-e-hasrat kubul kar lo tumhi nigaho ki justju ho, tumhi khayalo kaa mudda ho tumhi mere waste sanam ho, tumhi mere waste khuda ho tumhi mere waste khuda ho meri parastish ki laj rakh lo, meri ibadat kubul kar lo salam-e-hasrat kubul kar lo tumhari jhukti najar se jab tak na koyi paigam mil sakega naa ruh taskin pa sakegi, naa dil ko aaram mil sakega naa dil ko aaram mil sakega game judayi hai jan leva, yeh ik hakikat kubul kar lo salam-e-hasrat kubul kar lo