SONG: Salam Tujhko Aye Duniya Ab Aakhari Hai Salam - सलाम तुझको ऐ दुनिया अब आख़री हैं सलाम

Salam Tujhko Aye Duniya Ab Aakhari Hai Salam - सलाम तुझको ऐ दुनिया अब आख़री हैं सलाम

LYRICS:
salam tujhko ae duniya ab aakhari hai salam salam tujhko ae duniya ab aakhari hai salam chhalakne wala hai ab meri zindagi ka jaam ab aakhari hai salam salam tujhko ae duniya har ek aansu batata hai khun dil ka hua khun dil ka hua har ek aah sunati hai maut ka paigam ab aakhari hai salam salam tujhko ae duniya har ek hichki ki hai nashtar har ek saans hai teer har ek saans hai teer hua hai chupke hi chupke jigar ka kaam tamam ab aakhari hai salam salam tujhko ae duniya udhar jo shama jali to idhar patanga jala idhar patanga jala hai diljalo ki mohabbat ka ek hi anjam ab aakhari hai salam salam tujhko ae duniya