SONG: Salaam Lo Na Lo - सलाम लो ना लो

Salaam Lo Na Lo - सलाम लो ना लो

LYRICS:
aa aa aa tumhi base ho har ek dil ki, har ek dhadkan me na puchho mujhse kya hain, aarju mere dil me qubul kar lo aaj, iltja mere dil ki badi ummid liye aaya hun, is mehfil me salam lo na lo, gulam main tumhara hu salam lo na lo, gulam main tumhara hu tumhare husn tumhari, ada ka mara hu tumhare husn tumhari, ada ka mara hu salam lo ha salam lo na lo, gulam main tumhara hu salam lo na lo gulam banke husn ko na yu salam karo gulam banke husn ko na yu slam karo kiya hain ishq to na, ishq ko badnam karo kiya hain ishq to na ho kiya hain ishq to na, ishq ko badnam karo salam lo na lo, gulam main tumhara hu salam lo na lo ye sach hain dil hain, hamara tumhara diwana tumhe to hamne apani, jaan se badhkar jana yakeen aaye tumhe ya na aaye lekeen hamare dil ne to tumhi ko hain khuda mana ha ha ha ha kisi se haar na mani, main dil se haara hu kisi se haar na mani, main dil se haara hu tumhare husn tumhari, ada ka mara hu salam lo ha salam lo na lo, gulam main tumhara hu salam lo na lo