SONG: Sakiya Uff Teri Ye Adaa - साकिया उफ़ तेरी ये अदा

Sakiya Uff Teri Ye Adaa - साकिया उफ़ तेरी ये अदा

LYRICS:
sakiya uff teri ye ada sakiya uff teri ye ada tauba tauba tauba tauba bin piye kya hua ye nasha tauba tauba tauba tauba duniya ko becha hai paimane bhar ke hum to hai pyase teri nazar ke duniya ko becha hai paimane bhar ke hum to hai pyase teri nazar ke humko teri may se bhala kya vasta kya vasta sakiya uff teri ye ada sakiya uff teri ye ada tauba tauba tauba tauba bin piye kya hua ye nasha tauba tauba tauba tauba wo may buri hai jo hosh uda de aisi pila de jo hosh me la de wo may buri hai jo hosh uda de aisi pila de jo hosh me la de bahke hue sambhale zara aisi pila aisi pila sakiya uff teri ye ada sakiya uff teri ye ada tauba tauba tauba tauba bin piye kya hua ye nasha tauba tauba tauba tauba