SONG: Sakhiya Bahaar Aaye Jhoom Jhoom - साकियाँ बहार आई झूम झूम

Sakhiya Bahaar Aaye Jhoom Jhoom - साकियाँ बहार आई झूम झूम

LYRICS:
saheba jashne tarab saaz mubarak bashad jalwe aeshj aagaz mubarak bashad sakiya sakiya sakiya bahar aayi jhum jhum sakiya bahar aayi jhum jhum rut hain diwani jaise nayi ho jawani rut hain diwani jaise nayi ho jawani bhawara lubhaye kali chum chum sakiya sakiya bahar aayi jhum jhum sakiya hain zamana shabab par saki kya khaban hain sharab par saki o humri kaaklkha pe aakar daal de mehtaab par saki daal de mehtaab par saki sakiya sakiya bahar aayi jhum jhum sakiya sakiya bahar aayi jhum jhum bhawara lubhaye kali bhawara lubhaye kali chum chum sakiya sabka ye husn mile jaam pe jaam chale pyar ki bhasm saje, murjhaye dil bhi khile kamsini teri sahar sun to ae shokhe najar kamsini teri sahar sun to ae shokhe najar mausame gul hain game zid ke sahne wale aish kar aish yaha kahte hain kahne wale karle kuch sair ae chaman karle kuch sair ae chaman daur ae khiza ae pahle sabka ab kahan is rang pe rahne wale mast hain hawaye jaise pyar ki ho raahe mast hain hawaye jaise pyar ki ho raahe dilwa le jaye jaha ghum ghum sakiya bahar aayi jhum jhum sakiya sakiya, aa sakiya