SONG: Sakhi Sarkar Hai Teri Garibo Ka Tu Data - सखी सरकार है तेरी गरीबो का तू दाता है

Sakhi Sarkar Hai Teri Garibo Ka Tu Data - सखी सरकार है तेरी गरीबो का तू दाता है

LYRICS:
sakhi sarkar hai teri, garibo ka tu data hai tere dar par jo aata hai, wo kuch lekar hi jata hai jo tu chahe to ghar ujada hua abaad ho jaye koi majbur gum ki kaid se, aazad ho jaye sajde me hai sar, tujh par hai najar sajde me hai sar, tujh par hai najar shikwe bhi juba tak aa pahuche shikwe bhi juba tak aa pahuche o dunia ke malik dekh jara o dunia ke malik dekh jara diwane yaha tak aa pahuche diwane yaha tak aa pahuche diwane diwane diwane diwane yaha tak aa pahuche diwane yaha tak aa pahuche shikwe bhi juba tak aa pahuche bhatakti fir rahi thi aarzu gum ki raaho me hai achanak teri surat fir gayi meri nigaho me duaao ka bahaal aaya jaha kafir banti hai suna ye hai tere darbar me takdir banti hai jalta hai badan fukta hai jigar jalta hai badan fukta hai jigar jalta hai badan fukta hai jigar kar ab to karam le ab to khabar kar ab to karam le ab to khabar kar ab to karam le ab to khabar chilman se nikal kar dekh jara chilman se nikal kar dekh jara parwane kaha tak aa pahuche parwane kaha tak aa pahuche parwane kaha tak aa pahuche parwane parwane parwane parwane kaha tak aa pahuche parwane kaha tak aa pahuche shikwe bhi juba tak aa pahuche