SONG: Sakhi Sapano Me Sajan Aaya - सखी सपनों में साजन आया

Sakhi Sapano Me Sajan Aaya - सखी सपनों में साजन आया

LYRICS:
sakhi sapno me ho sakhi sapno me saajan aaya mere naino me aake samaya sakhi sapno me ho sakhi sapno me saajan aaya mere naino me aake samaya mere praano ko aake jagaya mere praano ko aake jagaya sakhi sapno me ho sakhi sapno me saajan aaya mere naino me aake samaya ho jaise baadal gambhir jaise jharne ka neer ho jaise baadal gambhir jaise jharne ka neer jaise tarkash ka teer jaise ran me ranveer aise rasiya ne ho aise rasiya ne ras barsaaya mere man ke kamal ko khilaya sakhi sapno me ho sakhi sapno me saajan aaya mere naino me aake samaya jaise chanchal chakor kare chanda se preet jaise matwala mor gaaye saawan ka geet jaise chanchal chakor kare chanda se preet jaise matwala mor gaaye saawan ka geet aise chhaliya ne, ho aise chhaliya ne man ko lubhaya mere naino ko aake nachaya sakhi sapno me ho sakhi sapno me saajan aaya mere naino me aake samaya sakhi sapno me ho sakhi sapno me saajan aaya mere naino me aake samaya