SONG: Sakhi Hriday Me Hulchal Si Hone Lagi - सखी हृदय में हलचल सी होने लगी

Sakhi Hriday Me Hulchal Si Hone Lagi - सखी हृदय में हलचल सी होने लगी

LYRICS:
sakhi hariday me halchal si hone lagi ho meri ankhiya do chanchal kyu hone lagi gaya bachpan ka raag din aaya wo aaj banno kangna ab jhum singar se paw dabte hai paw dabte hai yowan ki dhar se koi kano me gungunane laga dekho bhawra bhi hamko satane laga dank marega chor mat kar itna shor koi aayega teri pukar se paw dabte hai paw dabte hai yowan ki dhar se kanushka priya sakuntla nahi annchal sakhi sambhal rup dekh dusyant ka haye hui behal ye tapasini wo raja fir bhi anhoni ho gayi puran yowana partham milan ki partham ditye me kho gayi raja ne bhi ghar or jag ki jara na ki parwah shakuntla ke sang kiya wan me gandharbh vivah kar vivah dekar vachan nipan kiya parashthan kintu srap wash bhul gaye wo shakuntla ka dhyan bhul gaye kyu deke vachan tan ko jalaye virah agan ya chale aao ya mujhko bulao darshan bin akulaye nain bhul gaye kyu dil ke vachan bhul gaye bhul gaye bhul gaye kyu bhul gaye virahta ki vyakul virhan sah na saki judai priyam gada ne maat gotami ko ye katha sunai maa ki mamta bhari jo ankhiya karuna se bhar aayi pita ladli sakun ko dete aaj vidai rone lagi aasam sakhiya saheli rone lagi bagiya ki chameli hirna bhi roye jiske sang sada kheli chhod hame aaj kaha chali ho akeli kintu na koi kah sake pita ke ji ka haal hatho me aashish hai hariday me hai bojhal naino me utha man me milan ki aaas ma ke sang shakuntla pahuchi piya ke paas badal gaye dushyant narip vidhi ka azab vidhan durwasha ke sharap wash sake nahi pahchan kon ho kaha se aa rahi ajan nar tum kya batau jab bhulte ho hamara pyar tum pyar kaisa pyar pyar kaisa pyar jhuth kholti juban tum dekh lo diya hua anguthi ka nishan tum mai na janta tumhe ye kaisa nari dans hai mere garbh me tumhare vans ka hi ansh hai ja apne ghar sundari khadi yaha kyu msan ja kalankani piya nahi to ham bhi tumhare kon tut pado akash fato dharti maa mujhe sambhalo god me kiya hai adharam din bite or rate biti khub vidhata ne bair kiya banke abhagan fir bhi suhagan ne balak ko janam diya putar bharat ko dekh kar magan ho gayi maa yahi bharat jis nam se bharat hai vikhyat aray putar ye surya chandar ke tej se bhi harta tha sinho ke jabdo ko chir ke dant gina karta tha ek diwas dushyant bhul kar marg yaha jo aaye balak kon vichitar jankar devi ji se takraye aur wahi shakuntla hile hariday ke tar dekh anguthi yad aa gaya wo unka pyar sar se sab durbhagya hata or mita andhera ghor