SONG: Sakhi Aaya Sawan Aaya - आया आया आया आया आया

Sakhi Aaya Sawan Aaya - आया आया आया आया आया

LYRICS:
aaya aaya aaya aaya aaya sakhi aaya sawan aaya aaya sawan aaya badal ne gesu khola badal ne gesu khola ban mast masiha bola bhawre ne bhawre ne saaj uthaya koyal ne geet sunaya cham cham barsa aaya aaya aaya aaya aaya sakhi aaya sawan aaya sakhi aaya sawan aaya mujh par bhi jawani aayi mujh par bhi jawani aayi mujh par bhi jawani aayi har say pe jawani aayi har say pe jawani aayi kya thandi hawaye hai mastana ghataye hai kya thandi hawaye hai mastana ghataye hai bundo pe barasne me bhawro ki sadaye hai bundo pe barasne me bhawro ki sadaye hai bhawro ne shor machaya aaya aaya aaya aaya sakhi aaya sawan aaya sakhi aaya sawan aaya bijli ke sath jhak ye badal ghire hue bijli ke sath jhak ye badal ghire hue pedo ki daaliyo me ye jhule pade hue pedo ki daaliyo me ye jhule pade hue ha geet khushi ke gate jao mil kar jhula jhulo ha geet khushi ke gate jao mil kar jhula jhulo chhed chhad ki rut aayi hai dunia ke gum bhulo chhed chhad ki rut aayi hai dunia ke gum bhulo ye bahar ka hai zamana ye bahar ka hai zamana ye bahar ka hai zamana ye bahar ka hai zamana sawan me rang jamaya aaya aaya aaya aaya aaya sakhi aaya sawan aaya sakhi aaya sawan aaya sakhi aaya sawan aaya