SONG: Sajni Kyu Pyar Jagaya - सजनी क्यूँ प्यार जगाया था

Sajni Kyu Pyar Jagaya - सजनी क्यूँ प्यार जगाया था

LYRICS:
sajani kyu pyar jagaya tha kyu pyar jagaya tha kyu chhup kar badali me chanda muskaya tha kyu pyar jagaya tha sajani kyu pyar jagaya tha naino me basane wale ho milke bichhadne wale naino me basne wale ho milke bichhadne wale bhule huye rahi ko kyu mit banaya tha kyu pyar jagaya tha sajani kyu pyar jagaya tha ek rat ho chupke chupke dariya ke kinare chhupke ek rat ho chupke chupke dariya ke kinare chhupke naino ke isharo se naino ke isharo se kyu mujhko bulaya tha kyu mujhko bulaya tha jiwan ke sathi chhute aasha ke bandhan tute jiwan ke sathi chhute aasha ke bandhan tute tute jin sapno ka sansar banaya tha kyu pyar jagaya tha sajani kyu pyar jagaya tha