SONG: Sajna Sawan Aaya Hai, Dil Udke Chala Hai Badal Me - सजना सावन आया है, दिल उड़के चला है बादल में

Sajna Sawan Aaya Hai, Dil Udke Chala Hai Badal Me - सजना सावन आया है, दिल उड़के चला है बादल में

LYRICS:
sajna sawan aaya hai sajna sawan aaya haye dil udke chala hai badal me mujhko sath liya ja mujhko sath liya ja haye dil bandh ke mera aachal me sajna sawan aaya hosh lutake hosh me aaye ye hai paheli kaise koi samjhaye hosh lutake hosh me aaye ye hai paheli kaise koi samjhaye dil to gawaya to jine ka maja hai paya sajna sawan aaya sajna sawan aaya haye dil udke chala hai badal me sajna sawan aaya mujhpe nashili najre na dalo gir gir jau mai to aake sambhalo mujhpe nashili najre na dalo gir gir jau mai to aake sambhalo hum kya sambhale ke ham pe bhi nasha hai chaya mujhko sath liya ja mujhko sath liya ja haye dil bandh ke mera aachal me sajna sawan aaya