SONG: Sajna Saath Nibhana - सजना साथ निभाना

Sajna Saath Nibhana - सजना साथ निभाना

LYRICS:
sajna sath nibhana, sajna sath nibhana sathi meri baharo ke, rah me chhod na jana sajna sath nibhana , sajna sath nibhana sathi meri baharo ke, rah me chhod na jana sajna sath nibhana aake chala jaye zamana jo bahar ka phul murjhaye na tere mere pyar ka aake chala jaye zamana jo bahar ka phul murjhaye na tere mere pyar ka aaj ki bate sajna, aaj ki bate sajna bhul na jana bhul na jana sajna sath nibhana, sajna sath nibhana sathi meri baharo ke, rah me chhod na jana sajna sath nibhana waise to hazaro najare meri rah me ek bas tu hi samaya hai nigah me waise to hazaro najare meri rah me ek bas tu hi samaya hai nigah me pyar ki rashme sajna pyar ki kasme sajna bhul na jana bhul na jana kisne sath nibhaya, kisne sath nibhaya dil ko ek khilona samjha khela aur thukraya kisne sath nibhaya kaha ke ye wade ye kasme kaha ki kaha hai wo dunia ye bate hai jaha ki kaha ke ye wade ye kasme kaha ki kaha hai wo dunia ye bate hai jaha ki jhuthi nagri jhuthe jogi preet bhi sachi kaise hogi acha dhong rachaya, acha dhong rachaya kisne sath nibhaya, kisne sath nibhaya dil ko ek khilona samjha khela aur thukraya kisne sath nibhaya, kisne sath nibhaya