SONG: Sajaniya Jhoom Jhoom Kar - सजनिया झूम झूम कर

Sajaniya Jhoom Jhoom Kar - सजनिया झूम झूम कर

LYRICS:
sajaniya jhum jhum kar gaye sajaniya jhum jhum kar gaye haye nagan si lahraye sajaniya jhum jhum kar gaye sajaniya ho sajaniya ho sajaniya jhum jhum kar gaye sajaniya jhum jhum kar gaye ras ka lobhi bhawra chhip kar man ki been bajaye ras ka lobhi bhawra chhip kar man ki been bajaye haye nagan si lahraye sajaniya jhum jhum kar gaye sajaniya jhum jhum kar gaye baji judai ki shahnayi baji judai ki shahnayi meri sakhi ban than kar aayi meri sakhi ban than kar aayi meri kaha, meri kaha ab hui parai meri kaha ab hui parai chalo hato mujhe na chedo mujhe na ab kuch bhaye saloni man hi man muskaye saloni man hi man muskaye sajaniya ho sajaniya ho sajaniya jhum jhum kar gaye sajaniya jhum jhum kar gaye humse nahi chhipengi batiya tare gin gori bitaye ratiya ho humse nahi chhipengi batiya tare gin gori bitaye ratiya ho naino ka basiya man ka rasiya naino ka basiya man ka rasiya karne aata ras ki chori karne aata ras ki chori o daiya o daiya sarmaye gori o daiya sarmaye gori chalo hato mujhe na chedo mujhe na ab kuch bhaye saloni man hi man muskaye saloni man hi man muskaye sajaniya ho sajaniya ho sajaniya jhum jhum kar gaye sajaniya jhum jhum kar gaye