Sajanava Prem Kahani Dhire Dhire Kahana - सजनवा प्रेम कहानी धीरे धीरे कहना
LYRICS:
sha : ( sajanavaa prem-kahaani ) -2 o dhire-dhire kahanaa
prem ki galiyaan rag-ragili daali-daali par hai laali
sajanavaa prem-kahaani
mu : ( ab jivan me ) -2 aa_i bahaar kaliyaan khili hai hazaar
sha : jaag uthaa hai man me pyaar aa_i khushi ki bahaar
sajanavaa prem-kahaani
mu : kali-kali muskaa_i chaandani sharamaa_i
sha : prit lagaa ke chhod na jaanaa o baalam harajaa_i
sajanavaa prem-kahaani