SONG: Sajan Na Ruth Hamse Hum Befawa Nahi Hai - साजन ना रूठ हमसे, हम बेवफ़ा नहीं है

Sajan Na Ruth Hamse Hum Befawa Nahi Hai - साजन ना रूठ हमसे, हम बेवफ़ा नहीं है

LYRICS:
sajan na ruth hamse, hum bewafa nahi hai sajan na ruth hamse, hum bewafa nahi hai teri kasam kisi ke teri kasam kisi ke, tere siwa nahi hai sajan na ruth hamse, hum bewafa nahi hai tere begair hamko, ulfat nahi kisi se ulfat nahi kisi se tere begair hamko, ulfat nahi kisi se tere siwa kisi ko, takte jara nahi hai tere siwa kisi ko, takte jara nahi hai teri kasam kisi ke teri kasam kisi ke, tere siwa nahi hai sajan na ruth hamse, hum bewafa nahi hai shikwa nahi hai tujhse, takdir se gila hai takdir se gila hai shikwa nahi hai tujhse, takdir se gila hai ruthe hai zindagi se, tujhse khafa nahi hai teri kasam kisi ke teri kasam kisi ke, tere siwa nahi hai sajan na ruth hamse, hum bewafa nahi hai