SONG: Sajan Ki Yaad Suhani Hai, Kya Isi K Naam Jawani Hai - साजन की याद सुहानी है, क्या इसी का नाम जवानी है

Sajan Ki Yaad Suhani Hai, Kya Isi K Naam Jawani Hai - साजन की याद सुहानी है, क्या इसी का नाम जवानी है

LYRICS:
dil jabse diya hai sajan ko apne begane bhul gaye ulfat ka fasana yad raha aur sare fasane bhul gaye sajan ki yad suhani hai ye suhani hai sajan ki yad suhani hai ye suhani hai kya isi ka naam jawani hai haye jawani hai kya isi ka naam jawani hai haye jawani hai sajan ki yad suhani hai ye suhani hai tum ek najar se de dena tum ek najar se de dena agar tum apne dil ko agar tum apne dil ko kya isi ka naam jawani hai haye jawani hai sajan ki yad suhani hai ye suhani hai ye hoth gulabi kya kahna ye gal sarabi kya kahna ye hoth gulabi kya kahna ye gal sarabi kya kahna jhukti aankh mastani hai kya isi ka naam jawani hai jhukti aankh mastani hai kya isi ka naam jawani hai kya isi ka naam jawani hai haye jawani hai sajan ki yad suhani hai ye suhani hai is dil ki ada par kaun mare is dil ki ada par kaun mare kaun aise iske nam kare kaun aise iske nam kare aaj apni kal begani hai kya isi ka naam jawani hai aaj apni kal begani hai kya isi ka naam jawani hai haye jawani hai sajan ki yad suhani hai ye suhani hai sajan ki yad suhani hai ye suhani hai