SONG: Saja Milee Hai Kisi Se Yeh Dil Lagane Kee - सज़ा मिली हैं किसी से ये दिल लगाने की

Saja Milee Hai Kisi Se Yeh Dil Lagane Kee - सज़ा मिली हैं किसी से ये दिल लगाने की

LYRICS:
saza mili hai kisi se ye dil lagane ki saza mili hai kisi se ye dil lagane ki hansi udati hai duniya mere fasane ki saza mili hai kisise yeh dil lagane ki saza mili khushi se khelne wala zamana kya jane khushi se khelne wala zamana kya jane kisi garib ko hasrat hai muskurane ki saza mili hai kisi se ye dil lagane ki saza mili kuch aur gham bhi bechain ho to dede ae kismat kuch aur gham bhi bechain ho to dede ae kismat ki ab to mujhko bhi aadat hai gham uthane ki saza mili hai kisi se ye dil lagane ki hansi udati hai duniya mere fasane ki saza mili hai kisi se ye dil lagane ki saza mili