SONG: Saja Li Teri Bindiya - सजा ली तेरी बिंदिया

Saja Li Teri Bindiya - सजा ली तेरी बिंदिया

LYRICS:
ae babu saja li teri bindiya saja li teri bindiya racha li teri mehandi to lajwanti hontho se kaam kaise le ye radha kanhaiya ka naam kaise le babu naam kaise le n n na o ho ho aankho ka kahe kajra hontho ki bole laali kya bole, na samjhe anadi saanwara tu pyasi pyasi dhadkan ka sandesha radha ke man ka, shyam kaise le ye radha kanhaiya ka naam kaise le radha naam kaise le n n na o ho ho idhar jhanke parwat, udhar dekhe nadiya ye jharno ke pahre lage hai saanware tu ? saiya ki, manchahi saiya ki baiya thaam kaise le ye radha kanhaiya ka naam kaise le babu naam kaise le saja li teri bindiya racha li teri mehandi to lajwanti hontho se kaam kaise le ye radha kanhaiya ka naam kaise le babu naam kaise le