SONG: Saj Ke Singar Aayi - सज के सिंगार आई

Saj Ke Singar Aayi - सज के सिंगार आई

LYRICS:
raswanti naar aayi saz ke singaar aayi madhuban ki kaliyaan mahke mahke madhuban ki kaliyaan mahke mahke raswanti naar aayi mehndi rachi paanwo me jhanki jhn jhn jhanjhariyaan mehndi rachi paanwo me jhanki jhn jhn jhanjhariyaan chn chn jaise gagan se barse barkha ki bundaniyaan kuhu kuhu kuke kori ambiyaan ki daari daari kaari koyaliya chake chake madhuban ki kaliyaan mahke mahke madhuban ki kaliyaan mahke mahke raswanti naar aayi saz ke singaar aayi madhuban ki kaliyaan mahke mahke madhuban ki kaliyaan mahke mahke raswanti naar aayi mukhde pe hai preet bhari sangeet hai kangana me mukhde pe hai preet bhari sangeet hai kangana me tut gira poonam ka chanda tere angana me meh se kahat naahi bas me rahoge naahi o dhadkan kalejwa eahat roke madhuban ki kaliyaan mahke mahke madhuban ki kaliyaan mahke mahke raswanti naar aayi saz ke singaar aayi madhuban ki kaliyaan mahke mahke madhuban ki kaliyaan mahke mahke raswanti naar aayi