SONG: Saiyya Ji Ke Gaon Me - सइया जी के गाँव में

Saiyya Ji Ke Gaon Me - सइया जी के गाँव में

LYRICS:
saiya ji ke gaon me ambua ki chao me kaanta chubha more pao me haay ram kaanta chubha more pao me saiya ji ke gaon me ambua ki chao me kaanta chubha more pao me ui maa kaanta chubha more pao me des paraye o albeli kahe gai thi chupke akeli tu kya jane preet lagake man pe kya kya vipda kheli pi se milan ka wada kiya tha kaise na jati saheli ho andhiyari raat me vo bhi the sath me kaanta chubha more pao me ui ram kaanta chubha more pao me saiya ji ke gaon me ambua ki chao me kaanta chubha more pao me ui ram kaanta chubha more pao me age hua kya bol na gori kaanta chubha to khul gai chori muh se nikla haay main mar gai saajan baiya pakdo mori dekho ji main to ho gai re ghayal aa ke nagariya tori ghar kaise jaungi fir aa na paungi kaanta chunha more pao me haay ram kaanta chubha more pao me saiya ji ke gaon me ambua ki chao me kaanta chunha more pao me ui ram kaanta chubha more pao me