SONG: Saiyan Pyara Hai Apana Milan - सैंया प्यारा है अपना मिलन

Saiyan Pyara Hai Apana Milan - सैंया प्यारा है अपना मिलन

LYRICS:
saiya pyara hai apna milan saiya pyara hai apna milan dur tum the kahi dur ham the kahi paas aaye jude ye nayan saiya pyara hai apna milan aaj ki raat tum yaad rakhna ho yaad rakhna mai nashe me hu gam yaad rakhna ho yaad rakhna jab se tum ho mile taar dil ke hai khile paas mere shami hai qafan saiya pyara hai apna milan yah mulakat ye mel dekho mel dekho apani kismat ka ye khel dekho khel dekho baat hi baat me ek hi raat me ban gayi main tumhari dulhan saiya pyara hai apna milan jo baat tumhe kah na pau ho kah na pau kaun ho tum mere kya batau ho kya batau itana jaano piya mera dhadke jiya aaj bas me nahi mera man saiya pyara hai apna milan