SONG: Saiyan Beiman Hai - मोसे छल किये जाये हाय रे हाय हाय

Saiyan Beiman Hai - मोसे छल किये जाये हाय रे हाय हाय

LYRICS:
mose chhal kiye jaye haye re haye haye dekho saiyan beiman saiyan beiman mose chhal mose chhal kiye jaye haye re haye haye dekho saiyan beiman samjha ke main to hari dhamkaya dini gaari samjha ke main to hari dhamkaya dini gaari aur karun bhi to kya dekho mora jiyara han jiyara tadpaye jiyara tadpaye more haye haye dekho saiyan beiman mose chhal mose chhal kiye jaye haye re haye haye dekho saiyan beiman man ka hai bairi kala dil jise de dala man ka hai bairi kala dil jise de dala prit mori pal pal roye tadpa tadpa tarsaye tadpaye tadpaye haye haye dekho saiyan beiman mose chhal mose chhal kiye jaye haye re haye haye dekho saiyan beiman dekho saiyan beiman dekho saiyan beiman mose chhal kiye jaye dekho saiyan beiman han beiman han beiman