SONG: Saiyaa Kyu Aayi Mujhe Angdayi, Haye Kaisi Ye Najar Milaayi - सैया क्यों आये मुझे अंगडाई, हाय ये कैसी नज़र मिलाई

Saiyaa Kyu Aayi Mujhe Angdayi, Haye Kaisi Ye Najar Milaayi - सैया क्यों आये मुझे अंगडाई, हाय ये कैसी नज़र मिलाई

LYRICS:
saiya kyu aaye mujhe angadai haye ye kaisi nazar milai kate na ye tanhai mar na dale teri judai tere bin dekha raha nahi jaye tere bin dekha raha nahi jaye pyar ye mera tujhko bulaye pyar ye mera tujhko bulaye sune kab bat jiya harjai bol ye kaise lagan lagai kate na ye tanhai mar na dale teri judai kabhi sharamau kabhi ghabrau kabhi sharamau kabhi ghabrau bat mai dil ki kaha batau bat mai dil ki kaha batau kahe hazar najar sharmaye haye re jalim teri duhai saiya kyu aaye mujhe angadai haye ye kaisi nazar milai khile jab nile gagan par tare khile jab nile gagan par tare aan ke milna nadi kinare aan ke milna nadi kinare nahi gum aaj jo ho ruswai pyar ki ab to kasam khai kate na ye tanhai mar na dale teri judai