SONG: Saiya Tore Hatho Me Gajra Ban Jaaongi - सैया तोरे हाथो में गजरा बन जाऊंगी

Saiya Tore Hatho Me Gajra Ban Jaaongi - सैया तोरे हाथो में गजरा बन जाऊंगी

LYRICS:
aasu mai gajara ban jaungi gajara ban jaungi main gajara ban jaungi main saiya tore hatho me, gajara ban jaungi gajara ban jaungi main gajara ban jaungi main saiya tore hatho me, saiya tore hatho me nazaro me asha ki, kaliya piro kar nazaro me asha ki, kaliya piro kar tore gale phulo ki, main mala ban jaungi main mala ban jaungi, main mala ban jaungi main mala ban jaungi saiya tore hatho me, saiya tore hatho me dhadkega jab dil, dil ke sahare dhadkega jab dil, dil ke sahare muh fer lenge jab, hans ke sitare muh fer lenge jab, hans ke sitare machlenge tanman, sapno ke dhare machlenge tanman, sapno ke dhare piya tere naino ki, main nindiya ban jaungi main nindiya ban jaungi, main nindiya ban jaungi main nindiya ban jaungi saiya tore hatho me, saiya tore hatho me gajara ban jaungi gajara ban jaungi main gajara ban jaungi main saiya tore hatho me, saiya tore hatho me