SONG: Sahiba Kehde Haan - साहिबा कहदे हाँ

Sahiba Kehde Haan - साहिबा कहदे हाँ

LYRICS:
sahiba kehde haan kab kaha maine na mere jadugar mere hum saphar ye mohabbato ki hai umar umar umar sahiba kehde haan kab kaha maine na o mere jadugar o mere hum saphar ye mohabbato ki hai umar umar umar na to hoo main pari na koi hur hun par tere pyar main pagal jarur hun tu sabse hat ke hai tu rab ka nur hai ashiqi ka sanam tu kohinur hai teri inhi baato pe hi main to gayi maar sahiba kehde haan kab kaha maine na mere jadugar mere hum saphar ye mohabbato ki hai umar umar umar aankho se to nasha tune diya pila lab tere sabnami ho jaye na khata kaliyo ko chumna bhawaro ka hai hunar lagata hai tujhpe bhi hone laga asar teri hi aadao se to sikha hai hunar sahiba kehde haan kab kaha maine na mere jadugar mere hum saphar ye ye mohabbato ki hai umar umar umar