SONG: Sahara Koi Mil Jata To Ham Kab Ke Sanbhal Jate - सहारा कोई मिल जाता तो हम कब के संभल जाते

Sahara Koi Mil Jata To Ham Kab Ke Sanbhal Jate - सहारा कोई मिल जाता तो हम कब के संभल जाते

LYRICS:
sahara koi mil jata to hum kab ke sambhal jate sahara koi mil jata to hum kab ke sambhal jate ke jis sanche me dil kahta usi sanche me dhal jate ke jis sanche me dil kahta usi sanche me dhal jate sahara koi mil jata barabar dono jaanib aag lagti hai mohabbat me idhar se bhi udhar pahle sulgati hai mohabbat me idhar se bhi udhar pahle sulgati hai mohabbat me na jati shma mehfil me to kya parwane jal jate na jaati shma mehfil me to kya parwane jal jate sahara koi mil jata to hum kab ke sambhal jate ke jis sanche me dil kahta usi sanche me dhal jate sahara koi mil jata kisi se aankho aankho me koi iqrar ho jata mohabbat ka agar bharpur dil par waar ho jata to dil ke sath shayd dil ke arman bhi nikal jate to dil ke saath shayd dil ke arman bhi nikal jate sahara koi mil jata to hum kab ke sambhal jate ke jis sanche me dil kahata usi sanche me dhal jaate sahara koi mil jata