SONG: Sahar Me Dekha Ek Tamasha Bich Sadak Ek Naar - शहर में देखा एक तमाशा बीच सड़क एक नार

Sahar Me Dekha Ek Tamasha Bich Sadak Ek Naar - शहर में देखा एक तमाशा बीच सड़क एक नार

LYRICS:
shahar me dekha ek tamasha bich sadak ek naar shahar me dekha ek tamasha bich sadak ek naar saiya ke sang chali ghumne bani gale ka haar gale ka haar, gale ka haar chali shahar ki naar ho chali shahar ki naar chali shahar ki naar ho chali shahar ki naar cigratte piti dhua udati rail ka jaise bamba are mardo jaise baal kate bhai naar hui ya khamba cigratte piti dhua udati rail ka jaise bamba are mardo jaise baal kate bhai naar hui ya khamba lal bahu ke gal gulabi nain musafir maar musafir maar, musafir maar chali shahar ki naar ho chali shahar ki naar chali shahar ki naar ho chali shahar ki naar babu ko vo kahe darling, darling kaha ki hai ye boli babu ko vo kahe darling kaha ki hai ye boli lambh tadang kurta pehne na ghunghat na choli, ram ram lambh tadang kurta pehne na ghunghat na choli maal to desi chaal bidesi samajh na aaye yar na aaye yar na aaye yar chali shahar ki naar ho chali shahar ki naar chali shahar ki naar ho chali shahar ki naar buri hai kya fir yaro apne ramlal ki maa bholi bhali sidhi sadhi sada kare ji ha buri hai kya fir yaro apne ramlal ki maa bholi bhali sidhi sadhi sada kare ji ha are bache pale choka deke kare balam sang pyar balam sang pyar, balam sang pyar chali shahar ki naar ho chali shahar ki naar