SONG: Sahami Sahamii Aahen, Jane Ye Mujhako Kya Ho Raha Hai - सहमी सहमी आहें, जाने ये मुझको क्या हो रहा है

Sahami Sahamii Aahen, Jane Ye Mujhako Kya Ho Raha Hai - सहमी सहमी आहें, जाने ये मुझको क्या हो रहा है

LYRICS:
sahmi sahmi ahe, hai dahshat si man me jane ye mujh ko kya ho raha hai sahmi sahmi ahe, hai dahshat si man me jane ye mujh ko kya ho raha hai yad un ki dil se jati nahi hai jane ye mujh ko kya ho raha hai shyahi hai ranjogan ki fiza si hai chai har pal pe mera har pal mera jee jal raha hai yad un ki dil se jati nahi hai jane ye mujh ko kya ho raha hai virangi hai har su, har patta hil raha hai mere hal-e-dil pe hay! ashiyana ro raha hai yad un ki dil se jati nahi hai jane ye mujh ko kya ho raha hai vo agar aa bhi paye, ruk payegi gardishe kya jin ki khatir mera ye jahan mit raha hai yad un ki dil se jati nahi hai jane ye mujh ko kya ho raha hai jane ye mujh ko kya ho raha hai